Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain
salam ya hussain
Salam Ya Husain!!
Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se,
Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se,
Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se..introtext
Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se,
Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se,
Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se..introtext
Jab Bhi Kabhi Zameer Ka Sauda Ho Dosto'n
Jab Bhi Kabhi Zameer
Ka Sauda Ho Dosto'n
Qayam Raho HUSSAIN
K Inkaar Ki Terha !!!
Ka Sauda Ho Dosto'n
Qayam Raho HUSSAIN
K Inkaar Ki Terha !!!
Khoon Se Charagh-e-deen jalaya Hussain ne
Khoon Se Charagh-e-deen jalaya Hussain ne,,
Rasm-e-Wafa ko khoob nibhaya Hussain ne..
Khud ko to ek boond bhi Pani na mil saka,,
Karb-O-Bala Ko khoon pilaya Hussain ne..
Aesi Namaz kaon parhega Jahan men?
Sajda kiya to Sar Na uthaya Hussain ne.!
Sab kuch Khuda ki raah men Qurban kar diya,
Asghar sa phool bhi na bachaya Hussain ne..

Nabi(Ameer aur Mukhtar)
Nabi (Risalat)
Ali (imamat)
Nabi (Haqoomat)
Ali (Riyasat)
Nabi (Adalat)
Ali (Waqalat)
Nabi (Sakhawat)
Ali (Wirhasat)
Nabi (Rasol Allah)
Ali (Asad-ul-ALLAH)
Nabi (Habib-ul-ALlah)
Ali (Wali-ul-ALLAH)
Nabi (Hifz)
Ali (Hafiz)
Nabi (Quran)
Ali (Zubaan)
Nabi (Ibtida)
Ali (Intiha)
Nabi(Shaher)
Ali (Dar)
Nabi(Mustafa)
Ali (Murtaza)
Nabi(Talwar)
Ali (vaar)
Nabi(Ameer aur Mukhtar)
Ali (Haider-e-Karrar) ...
Ali (imamat)
Nabi (Haqoomat)
Ali (Riyasat)
Nabi (Adalat)
Ali (Waqalat)
Nabi (Sakhawat)
Ali (Wirhasat)
Nabi (Rasol Allah)
Ali (Asad-ul-ALLAH)
Nabi (Habib-ul-ALlah)
Ali (Wali-ul-ALLAH)
Nabi (Hifz)
Ali (Hafiz)
Nabi (Quran)
Ali (Zubaan)
Nabi (Ibtida)
Ali (Intiha)
Nabi(Shaher)
Ali (Dar)
Nabi(Mustafa)
Ali (Murtaza)
Nabi(Talwar)
Ali (vaar)
Nabi(Ameer aur Mukhtar)
Ali (Haider-e-Karrar) ...
Urdu Translation of Nad-e-ALI
Urdu Translation of Nad-e-ALI
"Ajaib-e- KHUDA k jalwa bardar Hazrat ALI (A.s) ko zra pukaro tu sahi, tum har museebat aur hr bala men un ko apna mushkil kusha pao ge.TujHe teri bey panah "AZMATON" ka wasta ay ALLAH,
Ap ko ap k wasi ki "NABUWAT" ka wasta hy ay MUHAMMAD (S.A.W.W) aur Hazrat ALI aap ki "WILAYAT" k sadqay men tamam ranjo gham aur museebtain dafah farmaye aur hmari khbr geeri kijiye.
Ya ALI

Janat Ki Aarzu Main Kahan Ja Rahe Hyn Log
Janat Ki Aarzu Main
Kahan Ja Rahe Hyn Log
Janat Tou Karbala Main
Khareedi HUSSAIN Ny
Dunya-o-Aakhrat Main
Jo Rehna Ho Chain Sy
Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy
Kahan Ja Rahe Hyn Log
Janat Tou Karbala Main
Khareedi HUSSAIN Ny
Dunya-o-Aakhrat Main
Jo Rehna Ho Chain Sy
Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy
Haider ki is me Jan hy Khoon-e-Batool hy
Salam Ya Husain!!
kuch is Tarha Naey SaaL ka Aghaz kro
**Imam Hussain(A.S) k
**Imam Hussain(A.S) k
Wjood ki barkat..**
jb fakhar kay sabab Futrass farishtay k par jala diay ghae,
tu wo urnay say lachar ho gia.wo futrass jisay apni parwaz par bara hi naz tha .
jab Hussain(A.S) ki wiladat huie tu, Allah k hukam se
Farishtay, jibraeil ki rehbri mein Zamin pr nabi e pak
ko Hussain(A.S) ki mubbarak baad denay ko arahay thay
k us zakhmi Frishtay ki jibaeil pr nazr pari, tu kahnay laga:
Ae jibraeil zamin par qyamat agai hai kya?
Jibraiel n

No comments:
Post a Comment