Monday, 3 November 2014

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain


Riazaton ko Jis ki Khuda ne Namaz Banadiya
Yun Us par apni Barkaton ka Aghaz Kardiya
Zikr tha Jis ka Har dam ALI, ALI, ALI, ALI a.s.
ALI ne Us Ko ek Raat mai SHAHBAZ kar diya

             212


Jis "ALI" Ny "ALI" Ko Bnaya "ALI"

Wo "ALI" Janta Hy Muqam-e-"ALI",,

Asr-e-Meesaq Pr DiL Ki Jageer Pr

ChaL Rha Hy MusaLsiL Nizam-e-"ALI"

Dunya WaLo! Ye Dekho Zara Kis Trah,

Maut Sy KheLty Hn Ghulam-e-"ALI"

Hum Zuban Dy Rhay Hn K Mehshr TaLak

Hr Zubaan Py Rahega Ye Naam-e-"ALI"

             213


3 chezain jis shakhs main hun wo kamil-e-eman ka hamil

hai.
1=> AqaL
2=> Ilm
3=> Hilm

MOLA ALI(A.S)

             214


Jo ziada batain kry ga ic sy galtyan bi ziada hongi
aur
jic ki khataen ziada hongi ic ki hya,shrm kam hogi
aur
jic ki sharm kam hogi icka taqva kam hoga
aur
jicka taqva kam hoga icka
qalb morda hojaeyga.
Aur
jic ka qalb morda hojaey ga
vo dozakh main jaey ga.

MOLA ALI A.S

Goftardlnshen
p#57
F#18

             215

Sabaq Dia Hai FITRUS Ne Aur RAHIB Ne,

Jo KHUDA(jj) Se Na Mile Woh HUSSAiN(A.S) Se Mango....

             221


HAZRAT IMAM HUSSAIN A.S
Ny farmaya.
"Zulam k khilaaf jitni dair se utho ge utni hi ziada qurbani deni pare gi"

             222


Shaukat Raza Shaukat sahib sy Sawal:
IMAM ZAMANA<aj'frj> ky Hazöör Areeza likhna hai, kia likhien?
*
"Jawab"
Iz'tarab-e-Qalb jo bhe ho wohi likha karo,
Chashm ky ay'wan ke halat sabhi likha karo,
Apna kia likhna ky woh kis bat sy hein by'khabar!
Ap kaisay hein? Kab ayen gy bas yehi likha karo.

             223


Mere Rafiqo mere Azm ko Jila Dena.

K Waqt-e-Marg bhi Jeene ka Hosla Dena.

Jo KARBALA ka Kafan Dhondney Main Diqqat ho,

To Meri Laash pe FARSH-e-AZA Ura Dena.

                 224


HAZRAT IMAM JAFAR-E-SADIQ a.s
Ne FarmayA.
*
6 Afrad ko Salam na kia jae.
*
1 Yahodi
*
2 Nasrani
*
3 Jo shakhs baitulkhla me ho
*
4 Jo shrab k dastrkhwan py ho
*
5 Jo sharef aurton pr bhotan drazi kry
*
6 Un logon pr jo ek dosry ko galian dy kr khush hoty

hain.

             225

Irshad-e-NABWI (S.A.W.W)

Jub "MULK" main "Tabahi" ho
Or Logon K
"Jan-o-Mal" Mehfoz Na Hon
To Kasrat Se "ISTAGHFAR" Parho

             226


Aey ALLAH k bndo!

ALLAH sy daro
Aur
Mout sy pehly apny amal ka zakhira frahm kr lo
Aur
Donya ki fani chezain dy kr baqi rhny vali chezain

khared lo
Chalny ka saman karo qu k tmhain tezi sy ly jaya ja raha

hy
Aur
Mout k liye amada ho jao vo tmhary saron py mandra rahi

hy.

MOLA  ALI A.S
Nehjulblaga
P#205

             227

anai Kya Khuda Ne Röshan Surat Möhammad Ki.

Höye Ashiq Wö Jis Ne Dekh Li Surat Möhammad ki.

KamaL-E-Husn-E-Yöusaf Per Faqat Ashiq Höi ZuLaikha Thi.

KHUDA Khud Jis Pe Ashiq Hai Wö Surat Hai Möhammad Ki.

MusaLmanön Kö Jab Jannat K Derwaze Per Röken Gay.

Hukam  Ga K Jany Dö Ye Ummat Hai Möhammad Ki.

             230



"ALI" k naam se sab kuch badal jaega,

Sar pe toofan bhi hoga to tal jaega,

"ALI" ke zikar se jis ko bhi dushmani hogi,

wo samandar men bhi hoga to jal jaega.

             231


Ye kis ne keh dia tum se k chup chup k piyo
Sharab-e-ishq ALI(a.s) hai Dikha dikha k piyo.
Jo jal raha hy mawadat k jam pene se.
Hy tm pr farz K usko jala jala k piyo

             232


Ae ALLAH
Mujhy RAMZAN k lye Salamat rakh
aur
RAMZAN  ko Mere lye Rehmat bana
aur
Mere lye RAMZAN ko Maqbool bna kr Salamat rakh
Aameen.
RAMZAN se pehle ki dua!

             233


< Mah-e-Ramzan >

"Ye na kaha kro k
ye Ramzan hai
aur Ramzan aaya
aur Ramzan gya
Isliay k Ramzan ALLAH'SUBHANAHO k naamo'n mein say eik

hai.
Aur ALLAH'TALA kahin ata jata nahi !
Lehaza 'Mah-e-Ramzan' kaha kro."

Imam MUHAMMED BAQIR (a.s)

Sahifa-e-Kamila
Pg # 320

             234


Kitab 'Fazail-e-Shehr-ul-Ramzan' me MOLA ALI RAZA a.s se

marqom hi

"Jub HilaL-e-Mah-e-Ramzan Tulu hota or Bibi FATIMA ZEHRA

s.a is k samny jatin,
To Aap k Chehry ka nur is Hilal pr ghalib ajata or wo

nazar nai aata tha,
Aap samny sy hut jatein to wo nazr any Lgta tha"

Beharul Anwar
v3 p45

             235


ALLAH TALA frmata h

Admi ka hr Amal Usi k liye h mgr Roza Mere liye h Mein

hi us ka badla donga

Bukhari-j-1-p-721

NABI-E-KAREEM s.a.w.w:

Janat men aik Darvaza h jise RAYYAAN kehte hen Us men se

sirf Rozedar dakhil honge

Muslim-j-3-p-96

IMAM ALI a.s:

Roza jism ki Zakaat h

Nehjul Balagha-848

             236


Shia 3 Qisam k Hn

1.Woh Log Hen jo Izat O Abro kamany K Lie Khud ko Hm Se Mansob karty Hn

2.Woh Log Jo Hamary Name Se Rozi Roti kamaty Hn

3.Woh Log Jo Hamary Hen Woh Hamary Maqsad ki Seemt Men Qadam Bahraty Hen Or
Khatrat O Amniat Men Hamary Sath Hoty Hn

IMAM MOHAMMAD BAQIR a.s

Rf:Mishkat ul Anwar

             237


NABI-E-KAREEM s.a.w.w:

Farishte Talib e Ilm ki Raza Hasil krne k liye Us k Paon k Neeche apne parr bichate hen

Tirmizi-2/242

IMAM ALI_as:

Tamam log Murda hen Sirf Ahl e Ilm Zinda hen

Devaan e Ali_as-38

IMAM BAQIR_as:

Bandon par KHUDA ka Haq ye K Jo jante hen use batain

14 Sitaray-322

        
 239


*"IMAM.E.SADIQ(as)"*

*"Paani  Se  Iftaar  Karna  DiL  k  Gunaho'n Ko  Dho  DaaLta  Hai"*


Book Ref:
(Swaab.UL.AamaL Pg:89)

             240


Gham-e-HUSSAIN ki chadar jo taan leta hy
Usay KHUDA b khud apni aman deta hy
Tu aik zindagi krde ba'naam-e-IBN-E-ALI
HUSSAIN badlay me dono jahan deta hy

             241


Ishq e ABU TURAB qaza kr rahay hain log

Kis bat ki namaz ada kr rahay hain log

Janat k warison se adawat k bawajod
Jannat main

dakhlay ki dua kr rahay hain log

             242


NABI KAREM S.A.W.W
Ny frmaya

Yaqenan aksar log 2 garhon ki vja sy jahanum main dakhil hongy,
Vo hain shekm aur sharmgha(haram khori aur zina)

Yaqenan har chez ka 1 drvaza hota hy aur ebadat ka darvaza
Roza hy.

Aur

Har rozadar ki doa yaqenan qabol hoti hy

Hadyatosheya
P#34,35 sy . . .

             243


Har Dard Ki Ek Dawa Hai Or Gunaha Ki Dawa
Istagfar Hai

Har Rozz 100 Martaba Istagfar Karny Se 700 Gunaha Maaf Ho Jatay Hain

IMAM SADIQ A.S
Aqwale Masoomeen
PG#58

             244


KOSAR Ki Mooj Chumay Gi khud Aa k TERE HOnt,
      ~MALANG~

TU Bhi ALI (A.S) k NAAM Say Afftar kr k Dekh..

             245


Dekhi Jo Mri Nbz To kch Dair Soch kr,

Kaghz Pe bemar-e-Ishq-e-SHABiR Lkh Dya,

Qurban Q Na Jaoon ME Aise Tabeeb Pr,

Nuskhy Me Js ne Matam-e-SHABIR Lkh Dya.

          

Husn -e- kirdar se noor -e- mujasim ho ja. . .

K iblees b tujhey dehkey to musalman ho jaey. . .

         251


Farman-e-MOLA ALI (a.s)

Kamtar Ilm Wo Hai Jo "Zubaan" Pr Rahe

Aur "Baala Tar" Ilam Wo Hai Jo kirdaar Se Zaahir Ho

             252


Hazart Rasool Kareem "sa" nay farmaya

Allah ta'ala nay apnay bandon men se kuch bandon ko loghon ki hawaij w zarooryaat (ko pora karnay) kay liy paida kea he
Jo neek kaam karnay par raghib hen our sakhawat ko (Wasila) majad w bazurghi samjhtay hen
Our Allah ta'ala achay ikhalaaq ko pasand krta he

Reef: Tahaf ul Aqool
S# 112

             253


Imam Muhamad BaQir(a.s),

Humari Muhabat Emaan Hai Or Hmari Adawat Kufur.

Book Ref:
AQwaL.E.Masomen(a.s)

             254


Likh de mri Takdir me
MOLA
ki Gulami,

Hasil muje ho jye ye Azaz_e Dawami.

Hr khawhish_e Dunya ko mere dil se mita de,

ALLAH

             255


Ishq qaatil se bhi,
Maqtool se hamdardi bhi..

Ye bata kis se muhabbat ki jaza mangey ga,

Sajda Khaaliq ko bhi, iblees se yarana bhi..

Hashr main kis sy aqeedat ka sila mangey ga..?

             256


NABI AKRAM S.A.W.W
ny frmaya k tm meri 6 baton pr aml kro
MAIN tmhain Janat ki zmanat dyta hun.
1
Goftago k doran jhot mat bolo.
2
Vada khelafi na karo.
3
Amanat main khyanat na karo.
4
Namehramon sy nighahon ko jhoka lo.
5
Sharmgahon ki hifazat karo.
6
Apny hath-o zban ko qabo mn rkho.

Hdyatoshya
P#363

             257


<Mardoo Ki Fazilat Aurtaoo Par>

Rasool S.A.W.W Ne Farmaya Ke
Jo Pani Ki Fazilat Zameen Par Hai Ke
Zameen Pani Ki Waja Se Zinda Hai
Aurtoon Ki Zindgi Mardoo Ke Sabab se Hai
Agar Mard Na Hotay Tu Aurtain Paida Hi Na Ki Jati.

Irshadaat e  Masoomeen
Pg 11

             258


Munkir-e-Haider Na Hamein josh dilao..

Behlool hi Rehne do Na Mukhtar banao..

Jis Ghar pe Alam ho wahan tum jatay nahi ho..

Jannat mein bhi Alam hai wahan ja k to dikhao..

Kaba pe Nishani hai mere MOLA ALI ki..

Gar Baap k ho Kabay ki diwar Girao..

Parhta hai Lahu Noha to Dil krta hai Matam..

Azadari pe pabandi Laga k to dikhao.!

             259


Kon Kehta Hai K Khuda Nazar Nahi Aata..
Ek Wohi To Nazar Ata Hai Jub Kuch Nazar Nahi Aata..

             260

Majlis Hussainiat ko bachanay ka nam ha

majlis yazediat ko mitanay ka naam ha

HUR nay dar e Hussain par a k bata dia

jannat dar e Hussain pe anay ka naam ha....

             261


Example of Real Love:

Sakht Garmi ki waja se Jism se Paseena Behta hai,
Mene Jab Ye Paseena Apni Biwi k Dupate se poncha
to us ne kaha Yaar Dupata Ganda na kro,
Jab Mene Paseena MAA k Dupate se puncha to
MAA ne kaha ye Dupata Ganda hai
Main Tujhe saaf kapra deti hoon.!

"Always Love Your Mother"

             262


"Main ALLAH se darta hon,

0r

ALLAH  k baad uss shakhs se darta hon
j0
ALLAH se nhi darta.

             263


Paigambr.E.Akram(s.a.w.w)

Ya ALi(a.s) Main Tum Tmhary Dono Farzand
Hassan(a.s) Hussain(a.s) Or AuLad.E.Hussain
Ke 9 Farzand(a.s) Deen K Arkan Or IsLam K Saton Hain,

Jo Hmara Itbaa Kry Ga Nijat Paye Ga,
Jo Hum Se Alag Ho Ga Is Ka Anjam Jahanum Ho Ga.

Book Ref:
AQwaL.E.Masomen(a.s).


         264


Parwardeegar Ne Humein Paak Or Masom Bnaya Hai,
Or Humein Apni MakhLukaat Ka Nigran Or Zamen Ki

Hujjat Qarar Dia Hai,
Humein Quraan K Saath Rakha Hy,
Or Quran Ko Hmary Sat Rakha Hai,
Na Hum Is Se Juda Ho Saktay Hain,
Or Na Wo Hum Se Juda Ho Sakta Hai.

Hazrat ALi Ibn.e.Abi TaLib(a.s)

         265


Hukma-e-IsLam Ka Ashaar 4 Batein Rahi Hain,
TaQwa,
Haya,
Shukar,
Sabar.

Book Ref:
Hadia-tul-Shia

         266


AQaL Mand Wo Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Karay,

Or Maut K Baad Paish Anay WaLy HaLaat K Liye AmaL

Kary.

Book Ref:
Hadia-Tul-Shia

         267


Mujahid Wo Hai Jo Atat-E-Illahi K Liye Apne Nafs Se

Jahad Kary.

Book Ref:
Hadia-tul-Shia.

         268


Aye Khuda K Bande Jhut Se Kisi Per Gunah Ka Aib Na

Laga, Shayed ALLAH Ne Wo (Gunah) Bakhsh Dia Ho Or

Apne Kisi Chote (Se Chote) Gunah K Lye Bhi Itminan

Na Kar Shayed K Is Per Tujhe Azab Ho. Lihaza Tum Me

Se Jo Shaks Bhi Kisi Dosray K Ayob (Aib) Janta Ho

Osay On K Izhar Se Baz Rehna Chahiye.
HAZRAT IMAM ALI IBNE ABI TALIB (A.S)
~{NEHJUL BALAGHA, KHUTBA#138}~

         269


Is Shaks Par Bhi Ehsaan Karo Jis Se BadLay Ki

TawaQa Na Ho.

Imam Hussain(a.s)

Book Ref:
AQwaL.E.Masoomen(a.s)

         270

Tumhary AmaaL Hr Subha Ko Paigamber Akram(s.a.w.w)

Or Aema Tahaireen K Samny Paish Hotay Hain,

Pas Tum Bad AmaLi Na Kia Kro
Paigamber Akram(s.a.w.w) Ko Tmhari Bad AmaLion Se

Ranj Hota Hai,

Un Ko Azarda Mt Kia Kro BaL K Un Ko Khush Rakha

Karo.

Imam Jafar SadiQ(a.s)

Book Ref:
AQwaL.E.Masomen(a.s)


         271

Noor e Haq Jis Main Pala Wo Ghar
ABU TALIB A.S Ka Hy

Ik IMAM Aor Aik PEGHAMBER
ABU TALIB A.S
Ka Hy

Badr Se Le Kr Jehad e Krbala Tak Dekh Lo

Khoon Jitna Bhi Baha HAQ Per
ABU TALIB A.S
Ka Hy

Samny Jis K ALI A.S
Bhi Sar Otha Skty Nahi

NABI(S.A.W.W) k bad Ooncha Sar
ABU TALIB A.S
Ka Hy.

        272


Nabi Nabi ki sada, Ali Ali ki pukaar
Bara haseen wazifa hy zindagi k liye
Mujhe kisi se mohabbat nahi Ali k siva
Main har kisi se mohabbat karun Ali k lye.

        273


Hazart Rasool Kareem "sa" nay farmaya

Ya Ali "as"
Koi fiqar w ghurbat jahalat se ziyada shadeed nhn our koi maal daolat  Aqal se ziyada sood mand nhn

Our koi tanhait khud pasandi se ziyada wahshat naak nhn

Our aik dosray se Ta'wan our madad ka koi tareeqa ba ham mashaawart se behtar nhn

Reef: Tahaf ul Aqool
S#21

        274


Phir Aaj HAQ K Liye Jaan Fida Kare Koi,
Wafa Bhe JHOOM Uthi Yun Wafa Kare Koi,
Namaz 1400 Saalon Se Intizar Main Hai,
HUSSAIN Ki Tarha Mujh Ko Adaa Kare Koi.

        275


Agar koi tum se Naraz ho...
Aur Usay is bat ka Ghuroor ho...
k Tum usay manaLo gay...
To usk ghuroor ko Tootnay matdena.
"Hazrat Ali (as)

       276


(())
 ||:':Ya''::':'''::"\
 ||Abbas (A.S.)
 ||:':-":':-":':-":':
||
Aankhoon mei jagta hai sada Gham HUSSAIN(a.s) ka,
Seenay mei Saans laita hai Matam
HUSSAIN(a.s) ka.
Matti mei mil gaye hain iraday yazeed k.
Lehra raha hai aj b Parcham HUSSAIN(a.s) ka

       277


"Agr Hum Tum par se apni nazr-e-karam
aik lamhy k liye b hatalain
to dushman-e-khuda tmhy
aisy pees dain jesy chakki my gaehun pista hy
"IMAM-e-ZAMANA" (A.S)

       278


Kisi Ne Buzurg Se Pucha
Insan Mein Kitnay "AEIB" Hotay Hain ?
Jawab farmaya: "AEIB"
Be-SHUMAR Hain, Lekin 1 Khoobi Sub Pe Parda Dalti Hai
"ZUBAN PE QAABU"

       279



Nisbat Hilal Se Hai Na Mah-e-Tamam Se
Wabasta Apni EID ZAHOR-E-IMAM Se
Is Se Bara Sharaf Kisi MOMIN Ko Kya Mile
Wo EID Jab Gallay Mile "MOLA" Ghulam Se

       280


Farman e Hazrat e Imam Jaffer e Sadiq a.s

"KAAN"
"allah Ny Kaano Ka Madda Talkh Rakha Ta k Is Mai

Koi Keera Na Ghus Jaye"

"ANKH"
"Ankhon Ko Namkeen Qarar Diya Is Liye k Ye Dono(2)

Charbi Hain Agar Namkeen Na Hoti To Pighal Jati"

"LAB" (Hount)
" Labo Ko Sheeri Qarar Diya Ta k Ibn e Adam Mithe

Or Karway Ka Maza Pa Sakay"

"NAAK"
"Naak Ko Tar Or Behta Hua Banaya Ta K Sar Mai Jo

Bimari Ho Wo Is Ko Kharij Kar Dy, Agar Aesa Na Hota

To Dimagh Marz Mai Mubtala Ho Jata"

Book:
Falsafa e Ahkaam

       281

5 Chezo Ki 5 Jaga Per Hifazat Krna
1.Mehfil Me Zuban Ki
2.Bazar Me Ankh Ki
3.Namaz Me Dil Ki.
4.Dastarkhwan Me Pait Ki.
5.Nigah Men Haya Ki

       283


SABAR Ki 2 Sortain Hein
1- Jo Na-Pasand Ho Usay
“BARDASHT” Karna
2- Jo Pasand Ho Uska
“INTIZAR” Karna

       284


Hazrat Ali (A.S) se kisi shaaks ne poocha k “DOST”

aur “BHAI” mai kia
farak hai?

To Hazrat Ali (A.S) ne farmaya
dost “HEERA” hai
aur bhai “SONA”
To ushi shaaks ne dobara poocha
k “SONAY” aur “HEERAY” mai kia farak hai?
To Hazrat Ali (A.S) ne farmaya
"Sona" toot kar dobara ban sakta hai magar
"Heera" toot kar dobara nahe ban sakta…

       285


Nabi Nabi ki sada, Ali Ali ki pukaar
Bara haseen wazifa hy zindagi k liye
Mujhe kisi se mohabbat nahi Ali k siva
Main har kisi se mohabbat karun Ali k lye.

       286


"Jiss sourat ma Khuda chahta ha mai Munkalib hoo

jaataa houn. Jiss ne inn sourton ko daikhaa mujay

daikha aour jis nee mujay daikha oss ne unhee

daikha. Ham dar hakeakat Allah ka wo noor han jiss

ko na zawal ha aour na taghaiyyur."
Ref: Nahjul Israr, J 1 , Page 91.

       287

Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar.

Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar.

Ki Mujko "Hussain IBN-E-ALI"
...Ne Yeh Naseehat.

Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar


       288


Hum Allah<j'j> pk k huzour Eltija karte hain.
K ab Mola Mehdi Hujat e Khuda <aj'frj>
k zahour farmadien.Ab Aaqa s,a,w,w ki umat par zulm

or bardasht nahi hota
Alahi Ameen


       289


Kitny hi rozydar hongy jin ka hisa savay bhokay or

pyasy rahny k or kuch nahi,
or kitny ibadat guzar hain, jin ka naseeb in

ibadaton say savay zahmat-e-badan k or kuch nahi.

MOLA ALI(A.S)

       290


Zehan ki dewaar pe jab KARBALA likha gya
Sajda-e-SHABBIR se
Naam-e-KHUDA likha gya
Kis qadar roya Madine me rida ka Paasbaan
Jab ALI ki BETIYON ko be-rida  likha  gya
Kaanpta hoga Wajod-e-Kainat.
Jab HUSSAIN
ibn-e-ALI be-aasra likha gya
Dasht k medaan me jab pyaas ne matam kya
Hurmila ka teer.., ASGHAR ka gala likha gya
Ho gaye hon gy kharry tab ehtraaman PANJATAN
Jab kbi ABBAS k aagay wafa likha gya...!

       291


"KASH HUM B HOTE KARBALA MEIN"

Dushman se le k Chadar ZAINAB (sa) ko rida dety

hum mil k ABBAS-e-DILAWAR ko SADA dete

shimr-o-yazeed (lanat) k afwaj sy larty hum

dil ki GIHRAION se HUR(as) ko dua DETE

AGAR hum BHE hoty KARB-o-BALA mein us din

QASIM ke chehre per SEHRA saja dety

Masoom ALI ASGAR ko jis ny nhi dia pani

HUM un ko un k awoqat Zarur DIKHA dety

Aa kash tum b hoty KARB-O-BALA us din

Zehra(sa) tumhein bhe 'hammad' dil sy DUA detien.

       292


Hum AHL-e Bait a.s Ki Muhabbat Momino K Gunaho'n Ko

is tarah Girati hy Jis tarah Shadeed Aandhi Se

Darakht k Patay Girtay hen
iMAM SADiQ a.s Payam-e Shifa_#122

       293


Hum Madah-e Ali(asw) men Daar pe bhi'
Lafzon ko Rawani detay hen

Kat'ti hy Zabaan kat jae magr'
Paigham Zabani dety hen

Shahid hy Zabaan-e Meesam bhi,
Hum hen Wo Ali(as) ke Deewany'

Jis pairh py phaansi lagni ho,
Us pairh ko paani dety hen..

       294


Hum Log Agr Haq K Paristar Na Hoty,

Ye Khon K Pursey Sre Bazar Na Hoty,

Rg Rg Me Namak FATIMA ZEHRA(sa) Ka Rawan Hai,

Phir Kesy Hmary Bachy Azadar Na Hoty.

       295


JaLta Hy To JaL Jaey Koi Meri BLa Se
_
Mein Zikr-e-?Li* Krta Hoon Kh?LiQ* Ki Raza Se
_
Achha Hy JaLo Zikr-e-?Li* Sun K MusaLsaL
_
Ho Jao Gay Maanoos Jahannum Ki Fiza Se.

       296


Me Wo hon k jis ki Muhabbat-o WiLayat k Baghair Na

kisi k AmaL QubooL hoty hen
Or
Na kisi ki Naikiyan kam Aati hen
>
MOLA ALI-a.s

       297


}~Best Msg of~{    *¤A££ DAY'S¤*

*''''Har Wo Din Tumharay Liye EiD Hai,jis Din Tum

Sy Koi GUNNAH Na HO''''*
Hazrat ALI (A.S)

       298


      <Hamd>
TERI Azmaton Se Hoon Be-khabr
Ye Meri Nazar ka Qasoor Hai!

TERI Rah Guzar Me Qadam Qadam
Kahin Arsh Hai kahin Toor Hai!

Ye Baja Hai MALIK-E-DO JAHAN
Meri Bandagi Main Qasoor Hai!

Ye khata Hai Meri khata Mgr
TERA Naam B To GHAFOOR Hai

Ye Bata TUJH Se Miloon kahan
Mujhe TUJH Se Milna Zaroor Hai!

Kahin Dil ki Shart Na Daalna!
Abhi Dil Gunahon Se Choor Hai
TU Bakhsh De Mere Sub Gunah!
Teri Zaat. Raheem o Ghafoor Hai..!

       299


Jo kam aqal hain unhy ye giyan thori hai!

Hmari jesi ksi ki uran thori hai!

Jaha bhi chahain waha Matam-e-HUSSAIN_as karain

Ksi k baap ka PAKISTAN thori hai

         300


IMAM JAFFAR-E-SADIQ<a's> ka dor tha
Momeneen ka Qatal-e-aam tha
kuch log IMAM<a's> k pas aaye or
kaha Mola hm apne ghr se niklte hain
To hamen ye maloom nhi hota k hm sahi salamat apne

ghar WAPAS lot sakenge ya nhi
MOLA <a's> hamare ahl-o-ayal hmare liye fikar mund

rehte hain

AAP <a's> ne frmaya

Ghar se niklte waqt hmare JADD-e-AMJAD ki ziarat
<(ZIARAT-E- WARSA)>
prh lia kro,

Ghar se niklne k bad wapsi tk hamari zamanat me

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...