Monday, 3 November 2014

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain



101

¤BIHAR UL ANWAR¤
   *~¤V71¤~*¤
=*=¤=PG 356=*=¤=
Sakhi Insan Logo Say Khana Khata Hay
Takay Log Bhe Is K Pas Aaker Khayen
Aur Bakheel Logo Say Khana Nahi Khata Is Khoof Say K Log Bhe Is Say Khayengay

IMAM RAZA AS

              102

¤BEHARUL ANWAR ¤
*~¤* V53 ¤~*¤
=*=¤=PG 51=*=¤=

"Hamaray Qaloob Mashiat-e-Elahi k zarf hein
jub WOH chahta hai hum bhi chahtay hein."

BAQIATULLAH
Imam-e-ZAMANA (ajfs)

              103


Qaim hy jis ki dil pe HUKUMAT tum hi tou ho,
MOLA KHUDA ki Akhri HUJAT tum hi tou ho,
Tere siwa wo koun hy Aye 12ven ALI(A.S)
Jis k liye ruki hai QAYAMAT tum he tou ho,
Aye ASKARI k Chand MUHAMMAD ki Aarzoo,
Qaim hy jis k dum se IMAMAT tum hi tou ho_
"AL AJAL YA SAHIB-uz- ZAMAANa.s

              104


Ager kisi Insaan ki
Qeemat lagani Ho, Tou Uski
Ehsas Zimmadari
Sy lagao,
jitni Us main
Ehsas Zimmah Dari Ho Gi,
Woh Utna Hi Qimti Ho Ga"

( HAZRAT ALI a.s)

              105


GHAREEB per
    Ehsaan Karo
           Q K 
            GHAREEB
       Honay Mein
          Waqt
  Nehi Lagta
  (HAZRAT ALI)

              106


ALi ka Zikar meri Zaat ki Pehchan hy,
iS bin meri Zindagi ka Maqsad weeran hy,
AQeedat Se Leta hoon PANJTAN ka naam,
Bus Yehi baat meri JANNAt ka Saman hy..

             107


ALLAH Ke
baray main
sb se Ziada ILM
rakhne wala
wo hota hai
jo sb se
Ziada ALLAH se
Mangne wala ho.

              108

"Dua Momin ka Aslah hai."
  MOLA ALI <a.s>

              109


IMAM ALI (A.S)

Apna HAQ
lenay mein Takheer
ker dena AYB nahi hai,
dosray ke HAQ
per qabza ker lena AYB hai.

NahjulBlagha
saying # 166

             110


Humari Wilayat us ki
Qabar mein Noor ban kar
aae gi jo Waqat Fazilat
Namaz parta hai

HAZRAT ALI <a.s>

             111

Banda Ibadat May Kamzoor Honay K Bawajood
Apnay Achay Ikhlaq K Zariay Aakhirat K Azeem Darajat
 Aur Manazil K Sharf Ko Palayta Hay

RASOOL-E-KHUDA SAWW

             118


1 Shaks Ne Imam Raza (As)se SawaL K?a Ke:

MoLa Ulad'e Fatima (Sa) K Cherey K? Taraf Dehkna Ebadat Hai
Kia Is Se Murad Sirf Aima (As)Hain Ya Hr Syed?

Imam(As)Ne Frmaya K Hr Syed Magr Us k Chere Pr Nahi
Jo Haq Se Hunharif Ho Gunah'on ki Gandagi Me aLuda Ho chuka Ho.

RF:Fazile Saadat

             119

"Tabiyat  ki  Narmi
         aur
"sakhawat"Insan ko "Dushamnon" ke "dilon" mein bhi
     "Mehboob" bana deti  hay.!

   Imam Ali A.s

             120

Jo shaks ye chahey k us k daant kharab na hon
isey chahiye k meethi cheez khaney se pehley
 roti ka rookha tukra kha lya karey

Tib e imam Ali Raza AS
Pg 25

             121


"Jo banda PANI Pi kr Hazrat e Imam HUSSAIN (a.s) aur un k AhL-E-Bait (a.s)
ko yad kray, aur un k qat'lon pr Lanat kray to HAQ TA'ALA <1> Lakh Nekiyan us K Nama-e-AamaaL Myn likhe ga,
Aur<1>Lakh gunah mita dega,
Aur us k <1>Lakh darjey buLand karega"
(Imam e Sadiq)

Ref: Tehzeeb ul Islam..
Page # 116..

             122


MAIN ne qila e khaibar ko bashri taqat se nhin bal k
ILAAHI taqat or us nafs e mutmaaina ki quwat se ukhara hai
jo apne PARWARDIGAR ki mulaqat or deedaar se razi or mutmaain hai

HAZRAT ALI IBN E ABI TAALIB A.S
Ref
Behaar
jild # 21
page # 40


             123


ALLAH iss faqeer ko agr ikhtiyar de

Dunya ALi k naam pe sadqa utar de

Har ek k naseeb mein Hub-e-ALi kahan

Ye Uss ki dain hay jise Parwardigar de


             124


Aey Dushman-e Dee'n Fat,ha k Manzar ki taraf Daikh
"
Beena hy Agar Aankh to khybar ki taraf Daikh
"
Wo Parcham-e isLam MiLa HAQ k WaLi ko
"
AyLan-e NABi_savw Marzi-e Dawar ki taraf Daikh
"
Na-kam jo Lautay thay Ye Un Me Se Nahi hy
"
kirdar k BadLay huey taiwer ki taraf Daikh


             125


IMAM JAFFAR SADIQ A.S
frmaya

Jo shakhc ic din
KHODA ki panah main rehna chahta hy jic din kici ko KHODA ki panah k siva koi panah ni mil saky gi.
Icy chaheye k majbor  maqroz ko mohlat dey
ya icy apny vajbat maaf krdy.


Gonahany Kabera
Jild#2
p#264



             126

"Allah Ta'ala Ne Arsh Par Kuch Aise Farishte Paida Kiye Hain Jin Ka Khana Peena Muhammad o Al_Muhammad 's' Par Durood Bhejna Hain Or Un K Muhibon K Liye Astagfar Karna Hain"...

Hazrat Imam Jaffar Sadiq as
Book: Usool_Kafi
Juld: 22
Page: 313

             127


Mola-e-Kainaat
Hazrat ALI (a.s) nay farmaya:

"Hum AhleBayt ka zikr rohani wa jismani bimarion k liay shifa,
aur shaitani waswason say bachao ka sabab hai,
aur hamari dosti ALLAH ki khushnodi hai."

Al'Khisaal
v#2 pg#635

             128


"Dunya mein kitnay he ghafil aisay hein jo kapRa apnay pehannay k liay khareedtay hein mager wohi kapRa inka kafan sabit hota hai,
aur apni rehaish k liay ghar tameer kertay hein mager wohi ghar inki qaber sabit hota hai."

Hazrat Imam ALI (a.s)

Ayoon-ul-Akhbar Al Raza
vol#1 pg#517


             129




            143


Jo koi sotey waqt ayatul kursi parh ley wo faalij se mehfuz rahey ga.
Tib e imam Ali Raza AS
Pg 47

            144


Apni Mohabbat or khulos ko
Soorj ki tarah Karo jiski Roshani Tamam Logon K liye Yaksan hai

MAULA ALI AS

            145


Sajdon Se Jis Ne Dehr Ko Abaad Kr Dia,

KhaLiQ Ne Un Ko Syed-e-Sajjad(a.s) Kr Dia,

Ik Be Nawa Gareb Ka Ijaz Dekhiye,

Khud Qaid Ho K Deen Ko Azaad Kr Dia.

SALAM SAJJAD YA MOLA(A.S)

            146


ALI - AKMAL
ALI - AZHAR
ALI - ATHAR
ALI - MAZHAR
ALI -ZAHIR
ALI - BATIN
ALI - KASHTI
ALI - SAHIL
ALI - ABID
ALI - SAJID
ALI - ZAHID
ALI - HADI
ALI - MEHDI
ALI - SAQI
ALI - WALI
ALI - BADSHAH
ALI - SHEHENSHAH
ALI - MERA
ALI - TERA
ALI - SAB KA
ALI - RAB KA
ALI - SHAH_E ZAMAN
ALI - IMAM_E MUTAQIYAN
ALI - SHAH_E MARDAN
ALI - SHER_E YAZDAN
ALI - WAJH_ULLAH
ALI - AEEN_ULLAH
ALI - LISAN_ULLAH
ALI - YADH_ULLAH
ALI - ASAD_ULLAH
ALI - MAZHAR_UL AJAIB
ALI KA ZIKR EBADAT

            147


"Kab hai Naya ye wird mera YA ALI MADAD,
Bachpan se apne Ghar may suna YA ALI MADAD,
Thori si Hurf-o-Surat ki Pehchan Jab hoi,
Sub se Bhali lagi ye sada YA ALI MADAD,
Roya to Maa ne NAD-E-ALI Parh k Damm kia,
Soya to Lorio'on may suna YA ALI MADAD,
Pairoon ko pehli bar chuwa jab zameen nay,
Lipta to meri Maa ne kaha YA ALI MADAD,
Hum se Baron ko apny Baron se mila ye wird,
Bachon ne hum se sun k kaha YA ALI MADAD.

            148


Quran parhney, shehed khaaney aur doodh peeney sey se haafiza (memory) barhta hai.
Tib e imam Ali Raza AS
Pg 44

            149


Poche jo Bayaba'n me koi Qibla kidhar he,

Kabe se nida aae k shabeer asw jidhar he.
(MIRZA DABBER)

            150


Jo Logo'n ki kisi Qism ki Madad
Nahi kr Sakta__To kam Az-kam in k HaQ Me Dua kry

IMAM SADIQ A.S
REF * Raaz-e Zindagi
P#120

            151



Qatra'e Aab'e Rawa'n Piyas nahi bun sakta

Sung-reza kabhi ALmaas nahi bun sakta

Kar k TakhLeeQ ALAMDAR ko KHALIQ ne kaha

AB KO'e DOOSRA ABBAS NAHi BUN SAKTA.

            152


Ye Koun Aaya Hy Is Jaha'n Me ALi(a.s) Bhi Khud Muskura Rahy Hain,

Is Bachay Ko ALAM MiLy Ga Abhi Se Tewar Bata Rahy Hain

HUSAiN(a.s) Jab Bhi JhooLay Me Soey JhuLatay JiBREEL(a.s) Aa k JhooLa

Ye Kaun JhooLay Me So Rahy Hain HUSAiN(a.s)JhooLa JhooLa Rahy Hain.

            153



Logon ki hajton ka tm sy mutaliq hona ye tmhary opr KHODA ki bhot barineymat hy.
Lehaza hajatmandon ko ranj na pohnchao kahen eysa na ho jaey k vo neymat naqmat(azab-o bla)
main badl jaey.

HAZRAT IMAM HUSSAIN A.S

Goftarey dilnasheen
p#97
f#17

            154


3*Shabaan ko JibraeeL_a.s Ne AeLaan kiya
"
Arsh WaLon! Ye Haseen Noor Bikharte Dekho
"
Tumne Quraan ki TanzeeL k Manzar Dekhe
"
Ab MOHAMMAD_s.a Pe MOHAMMAD_s.a ko Utarte Dekho..

            155



1 shakhc ny KLAM ki ibtada krty hovy
IMAM HUSSAIN A.S sy kaha
AP ka kia hal hy
KHODA ap ko afiyt dy

AP Ney frmaya
slam krna klam krny pr muqadm hy
KHODA tghy afiyat dy
phr farmya

KICE KO SALAM K BAGHER DAKHIL HONY KI IJAZAT NA DO.


Tohfuloqol
P158
F4

            156

Bta?n Main K Kia Hussain(a.s) Hy?
Kisi Jagah Pe Peer Hai Kisi Ka Dast Geer Hai,

Kisi Ka Ye Wazeer Hai Kisi Ka Ye Ameer Hai

Kisi Ka Ehtsham Hai Kisi Ka Ye Imam Hai,

Kisi Ka Dewta Hussain(a.s) Hai,
KhaLeeL Ka Ye Khuwab Hai Zabeh Ka Jawab Hai,

Ye Mujtba(a.s) Ki Aas Hai Umang-e-Bu Turab Hai,

Hai Zaib-o-Zain-e- Mustfa(s.a.w.w)
Chupa Hai Jis Me Qibriya Wohi Ab'a Qab'a HUSSAIN(A.S) HY.

            157

Chupp Hy
Darbar-e-Jafa,
Bol Rahi Hn Z?iN?B<s'a>
_
Soorat-e-Nuqta-e-Baa, Bol Rahi Hn Z?iN?B<s'a>
_
Naatiq-e-Nehjul Balagha inhain Kehna Hi Para
_
Lafz "Quran" Numa Bol Rahi Hn Z?iN?B<s'a>*

             158


"SOORAT" aur
"SEERAT"

mein sab se bara farq ye hy
k

SOORAT
"DHOKA" deti hy

Jab k
SEERAT
"PEHCHAN" karati hy...!

(HAZRAT ALI A.S)


             159


Jab insan Narazgi Khatam Karny Me Pehl Krta Hy,

To is Ka Ye Matlab Nahi K Wo Galat tha is Ka Matlab Hy K Usy Anna sy
Zyada
Rishtay Aziz Hain.

Hazrat ALI (A.S)


             160


Khuda hi Janta hai Haqiqt Hussain (as) ki,

Muhammad Mustafa (saw) se Poch Izat Hussain ki,

Jibrael (as) se Poch Khidmat Hussain (as) ki,

Qul Anbia (as) se Poch Ibadat Hussain (as) ki,

Mola Ali (as) se Poch Azmat Hussain (as) ki,

Bibi Fatmah (sa) se Pocch Fazilat Hussain ki,

Sakina (sa) se Poch Muhabat Hussain (as) ki,

Sajjad (as) se poch Wasiat Hussain ki,

Bahlol se poch Janat Hussain (as) ki,

Qul Karbala se poch Karamat Hussain (as) ki,

Yazid (lanti) se poch Taqat Hussain (as) ki.


             161


"Hathyaron" Se JANG To Jeeti Ja Skti Hy..
Magar..
DIL Nahi..!
Kion K
"DIL Sirf KIRDAR K Sath
Jetey Jatey Hen.

HAZRAT IMAM HUSSAIN A.S

             162


Kia batao kia hai mera Abbas as.
har hussaini ka asra hai mera abbas as.
dar e babul hawaij sy kab koi khali luta hai.
khali dunia ki julian bar raha hai mera abbas as.
khon haider ka hai bahi hasnain ka.
phr b kuad ko ghulam e shah as kay raha hai mera abbas as.

          

Hain Sajda Gr Wafaen ?BB?S Ki Aamad Pr
_
Z?HR?<s'a> Ki Hen Duaen ?BB?S Ki Aamad Pr
_
Tha Muntazir ?L?M B H?iDER K Hath Me
_
Deta Hy Sadaen ?BB?S Ki Aamad Pr.

             165


ABBAS (A.S) martaba mein SHAH E KARBLA (A.$) k bad
Aisay hi hain k Jaisay ALI (A.S) MUSTAFA (A.$)    k bad
Thraa gai Zahoor-e ABBAS(A.S) se Fiza
Ek Sher aor aa Gya Sher-e Khuda (A.S) k bad

             166

Sir-e-Mehshar ALi a.s Ka IshQ aisa Kaam Kar Dega,
SabeeLon Ki Jaga Tasneem-o-Kausar Aam Kar Dega,
Na itraaye Buht Jannat Pe Ye Rizwan Se Keh Do,
Agar BehLoL Koi Aa Gaya NeeLaam Kar Dega.......

             167



HZRAT ALI A.S
ny farmaya

"TORAT"
k akhir main 5 jumly likhy hovy hain
aur
MAIN her subhy inka motala krna chahta hun.
1 Jo alim apny ilm par amal ni krta,vo aur shetan dono brabr hain.

2 Jo badsha apni riaya sy addal ni krta vo aur firon dono brabr hain.

3 Jo gareb kici dolatmand ki dolat k lalach main khoshamad krta hy vo aur kutta dono brabr hain.

4 Jo dolatmand apni dolat sy kanjoci k zrya faida othata hy
vo aur mazdor dono barabr hain.
5 Jo orat bila zrorat ghar sy bahr nikalti hy vo aur londi dono brabar hain.

Hdyatosheya
P#327
F#72

             168



Pakiza Us ki Zaat hy QURAN ki trah
"
AAL_e NABi_savw ki Goud hy Juzdan ki trah
"
Rakhty hain Sub Aziz isy jaan ki trah
"
Rakhta hy wo KhiyaL Nigeh-Baan ki trah
"
MisL_e HUSAIN a.s jaisy Namazi Nahi koi
"
ABBAS a.s Sa Bhi Dehr Me GHAZi-a.s Nahi koi

             169

Beshak Allaha Taala Ne Us Jawan Ke Leiye Jannat Ko Wajab
Kardia Hai Jo Aaina Ki Tarf Kasrat Se Nigha Karta Hai Or
us Waqat Kasrat Se Allah Ki Hamd Baja Lata Hai
Rasool S.A.W.W
Ref: Sawab Ul Aamal
Page 31

            170

Jo Kisi Buri Baat Ko Achi Nigha Se Dekhay Ga
Woh Us MEin Sharik Samjha Jay Ga.

IMAM TAQI A.S
REF: 14 Sitaray
Pg: 490

             171


Allah Ke Ek Shair Ka Shair Hai Abbas
Quran Ali Hai Tu Zabar Zair Hai Abbas
or hajat rawai mein bary aam hai dono
agar sair Ali hai tu sawa sair hai abbs

             172

Atal Wadad Hai Apna Aay Sakhi Abbas a.s Ke Parcham
Yeh Dunia Kia Hai Mahshar Ko Bhi Hum Baydar Kardain Gay
Agar Shabir A.s Ka Matam Par Pabandi HO Jannat Mein
Tu Phir Jannat Mein Bhi Jany Se Hum Inkar Kardain Gay

             173


Shabir A.s Agar Dil MEin Tera Naqsh Qadm Hai
Kuch Khof Hain Mahshar Ka Na Aamal Ka Ghum Hai
Yeh Bhead Khula Hur a.s Ke Muqdar Se Jahan Mein
Jannat Tu Tere EK Tabsum Se Bhi Kum Hai


             174


"Agr Qismat
Main Sub Kuch Likh Diya Jata
To
"Allah Pak"
Insan Ko Dua Mangna Na Sikhaty...!

MOLA ALI (a.s)

             175


"HUSSAIN" jin k diloo pay qayam krtay hain

Wo ansuoon ka ehteram krtay hain

Ma jab b HUSSAIN IBN ALI likhta hon

farishtay mere qalam ko salaam kartay hain.

             176


* jhoota
* FasiQ
* BakheeL
* EhmaQ
* Be-Reham

Aisy Logo'n Pr Quran Me 3 Bar Lanat ki Gai hy__is Liye in Logo'n Se Dosti Na kro
"
iMAM ALi_a.s
ROOHUL HAYAT 527

             177


Khuda Ko Bhool Gaey Log Fikar-E-Rozi Mai
"Ghalib..."

Talash Rizk Ki Hy! Raazik Ka Khayal Nahi.

"ALAMA IQBAL"

             178


Farman Mola Ali a.s,

"ALLAH ki qasam agar kisi admi ka yaqeen hamarhi Walliyat pr ho to wo us ki hazar saal ki ibadat say afzal hai"

Ref:Behar ul Anwar jild 27 page 113

             179


HZRAT IMAM ALI A.S

Jic konmby k afrad ikathy ho kr 1 docry ki diljoe aur madad krty hain.
KHODA in k rizq main izafa frmata hy
&
jic konby k log 1 docry sy alag ho jaty hain aur kat jaty hain
chahy muttaqi hi qun na hon KHODA in ko rizq main izafy
&
omr ki drazi sy mehrom kr dyta hy.

Gonahan kbera
p188

             180


" Nasihatein kitni ziada hein aur in say aser lena kitna kum !"

Mola-e-Kainaat
Hazrat ALI (a.s)

NehjulBlagha
saying # 297

             181


Sachai dil ko sukon poanchati hay aur jhot shak aur pareshani peda karta hay

RASOOL ALLAH SAWW

             182
ELM wo shajar hai jo DIL mai ugta hai aur ZABAN pr PHAL deta hai. Hkmt boturab
jld 1 pg 355
Mola Ali A.s

             183


Lehad ki chao mai soty hain saas leny ko.     
ALI (a.s)k chahany waly mara nahi krty.

             184

Juz Mola Ali a.s Koi Nehi Waris Minbar

Tu Kia Hai, Khalifoo Ne Yeh Iqrar Kia Hai

Mushkil Jo Pary, Mang Madad Shair-e-Jali Se

Khaibar Mein Piyamber S.A.W.W Ne Yehi Dars Dia Hai

Khutbat E Mohsin
Page 234

             185

"Jo Jahiliyat ki wajah se Jhagra karta rehta hai wo Haq ki taraf se andha hojata hai"
"IMAM ALI A.S"
Nehj ul Balagha PG 639

             186


*FARMAN.E.IMAM.E.HASSAN ASKARI(as)*

"Bagar "Tajub kay" Husna" Jahalat" key" Alamat" HaY"

Book Ref:
(Tahaf~Ul~Aqol)

             187


Takabbur ki ziadati sy insan halaak ho jata hai.

MOLA ALI(A.S)


             188


jab ankhain nafs ki pasandida chizain dekhne lgain to dil injam se andha hojata hai

HAZRAT ALI (AS)

             189

Elim do dhar ki Talwar hai is ka Munasib Istemal Barkat aur na Munasib Halakat ka Baais Hota hai...

Hazrat Ali a.s

             190

4 chezain dil ko morda kr dti hain.
1
Gona par Gona krna.
2
Aorton say ziada hamklam hona.
3
Ahmaq k sath mobahesa krna
aur ic ka anjam kbi acha ni hota.
Aur
4
Mourdon ka hamnashen hona.
Sahaba ney pocha

YA RASOL ALLAH
Mourda kon hain?

AP ny frmaya
fazol khrach dolatmand.

Hdyatsheya
P#243
H#20

             191


Bakheel ko Skoon Or Haasid ko Lazzat Nahi Milti
Baadshaahon Se WafaOr
Jhootey Se Murawat ki Tawaqa Na kro.

IMAM ALI RAZA <A'S>

             192


Jis Izzat dar Ne Haq Ko Chora Woh Zaleel Howa.

Or Jis Zaleel Ne Haq Par Aamal Kia Woh Sahib Izzat Ho Gya

Imam Hasan Askri A.s

             193




Momin Haqeqi Bahi Hain

Jab In Mein Se Kisi
EK Par Bala Ward Hoti Hain

Tu Dosry Ki Bhi
Neend Urr Jati Hain

Imam Sadiq A.s



             194
MOLA ALI A.STum ic vaqt kia karo gy jab donya k ye libas jin main lipty hovy ho tum sy otr jaengy.Ye donya jo apni saj dhaj ki jhalak dikhati hy aur apny hez-o Kef Say varghlati hy.Jic (donya)ny tmhain pokara to tum nyLABAEK kahe.Ic(donya) ny tmhain khencha tum ic k pechy ho liye.Ic(donya)ny tmhain hokm dya tum ny ic ki pervi ki.Hesab-o kitab ka sar-o saman karo,auraany vali mout k liye daman gardan k tyar ho jao.Nehjlblgakhat#10p#650             197Aey logoye donya gozargha hyaurAkhrt jaey qrarIc rah gozr(donya) sy apni manzil  k liye tosha otha lo.Qbl ic ky k tmhary jism donya say Alag kr dye jaen apny dil ic say hata lo.Ic donya main tmhain jancha ja raha hylekn tmhain peda docri jaga k liye kia gya hy.HZRT ALI A.SNhjulblagap#528k#201             198'Baihooda mazak ahmakon ki tafreeh OR jahilon ka hunar hy'IMAM HAZRAT NAQI A.sref: Nuqoosh e Ismat, P#591" HATHIARON"         "Se" JANG To Jeeti    Ja Skti HyMgr   DIL Nhi!Q KDIL SirfMUHABBAT K SathJeeteyJatey Hai.(Hazrat Imam Hussain A.S)             199SadQa De Kr Bemaryo'n Ka ELaj Kro, Dua Se BLa K Drwazay Band Kro OrZkat Se Apny MaaL Ki Hifazat Kro."H?DEES-E-N?BWi<s'a'w'w>S?LW?TGK-P#2/242             200ALLAH Ki Qasam Ager kisi admi ka yaqeen hamari "WILLAYAT" par ho to uski hazar saal ki ibadat se afzal hai.MOLA ALI(AS)Ref= Bihar-ul-AnwaarV-27,P-113

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...