Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain
"Agar Qismat mein sb kuch likh diya jata, to mera Khuda se jo rishta DUA ka hai wo kon
nibhata."
HAZRAT ALI A.S
406
WiLa ka jam Uthao ALI ALI kr k,
DiLon ki Pyas Bujhao ALI ALI kr k,
Hy Danay Danay Pe Mohr-E-ALI KHUDA ki Qasam,
KHUDA k Rizq ko Khao ALI ALI kr k,
KHUDA B Razi to AAL-E-RASOOL B Razi,
Naseb Apny jagao ALI ALI kr k,
ALI K Nam se MushkiL ka Dum NikaLta Hy,
To MushkiLon ko Bhagao ALI ALI kr k,
Likha Na Ho jo MuQdar Me Wo B MiL jaye,
Dar-e-HUSAIN Pe Aao ALI ALI kr k
Aqwaam-e-AaLam ko Sunao ALI ALI kr k
407
Sab Sy Ziyada Sust Wo Banda hy jo Sahi SaLim ho k Bhi Nikamma ho _ Magr Phir Bhi Wo Honto'n
Or Zuban Sy ALLAH ka Zikr Na*¤* SaFeer-E-Aza SMS CLUB *¤*
WaQai Acha iNsan Wo Ha Jo HAQ K 7 ZiLLAT Ko QaboL Kerna Behtar Samjhe,
Bajae Is K K Wo BATiL K ZareA iZZAT HasiL Ka Kr Raha ho
HADEES_savw _ Hikmaten#348re
Imam SaDiQ A.s
>REF:Tohfa TuL AQoL..
408
Maza deti hain unko Zndagi ki thokren
"M O H S I N"
Jinhen NAAM_E
ALi a.s Le kar SmbhaL Jane ki aadat Ho.
409
Imam Sadiq Ne Farmaya:
jo apne brother momin ko bura kam karte daikhe or
qudrat rakhete hoey bhi usko na rokay to usne apne us bhae k sath khayanat ki.
Ref.
AMALI SUDOOQ.
P.162
413
MUQASAREN K LIYE
ZUBZAN SUMBHAL,QULAM ROK, BELAGAM NA BAN
SAHI SIRAT PE CHAL MUNKIRE IMAM NA BAN
TERE WAJUD MAIN HAI BIBI S.A K GHAR KA NAMAK
ALI A.s SE KAR K ADAWAT NAMAKHARAM NA BAN
414
Main Ne ALi Ka Naam Liya Unko Lag Gae
Mera Hadaf To Or He Tha Unko Lag Gae
iShq'e ABU TURAB Hy Pehchan NasaL Ke
QoL'e NABi Jo NaqaL Kia Unko Lag Gae
Sajde Me Thy RASOL'e KHUDA Pust Pr HUSAiN
Main Ne Jo iS Ka Zikar Kia Unko Lag Gae
Ye Boghz'e AHL'e BAiT Ke Shidat To Dekhiye
HuM Ne Parhi HADiS'e KiSA Unko Lag Gae
Mar Jain Dushmanane ALi Kijiye Dua
Main Kia Karon Agr Meri Dua Unko Lag Gae
415
Khajo0r k0 nashtey me istemaal kar0 taa k tumhare andruni jarasim ka khatma h0 jae,,
Gham ka shikar h0 to Kheer kha liya kar0,,
Zukaam se mat ghabra0 ye tumhejuno0n se mehfo0z rakhta h,,
Miswaak 0r kal0nji me m0at k siwa har bimari ka elaaj h,
aankh ka dukhna andhe h0ne se mehfo0z rakhta h,,,
Khaasi k h0ne se falij se hifazat rehti h,,,
Jo lo0g khane se pehle th0ra sa namak(Salt) chakh lete hen w0 lo0 30 Bimariy0n se mehfo0z
rehte hen.....
M0la ALI(a.s)
416
AGAR WAJOOD - E - SHAHE - KARBALA NA HOTA ,
KAHIN ZAMANE MEIN ZIKRE KHUDA NA HOTA ,
HUSSAIN (A . S .)KARTE NA SAJDA AGAR TAHE KHANJAR ,
KISIKO KAABE KE RUKH KA PATA NAHIN HOTA
417
Mola-e-Kainaat Hazrat ALI (a.s) nay farmaya:
"Ehd-o-paimaan ki zimaydari un k hawalay kro
jo mekhon ki tarah mustehkam aur mazboot hun."
Ref: Nahjul Balagha
Short Saying # 155
418
ALI (A.S) ka naara sada lagana
jihad e akbar say kum nahi hain
hamaray seenay per daag-e-matam
nishan-e-haider say kum nahi hain
419
AhLay Nazar Samjhte Hen Tarekh K Mazaq
Taqat Pasand Log MusaLman Ho Gaey
iSLAM Jis Ne PaLa Wo Kafir Kaha Geya
Aur Aeray Gheray Sahib'e Eeman Ho Gaey
420
Jo Nara'e HAiDERi Ko Gawara Nahi Kartay
HUM Un Se TaLuq Ko Sanwara Nahi Kartay
HUM Detay Hy MOLA Teri Azmat Ko SaLami
Murday Hy Wo Jo Tuj Ko Pukara Nhi Kartay
421
Ham hain Haidar k puristar bata do usko
jis se bhun jae kaleja wo saza do usko
Gar munafiq ko uthana hy bhari mehfil se
midhat e Haidar e karrar suna do usko
Hazoor s.a.w.w k Sahaba farmate hain
'Ham munafiqo ko pehchan ALI k zikar se karte hain
REF;FAZAIL'USAHABA R.Z
422
HAYAT LAMHA BA LAMHA KARAM HUSSAIN KA HAI
AMAL PE NAAZ NA KARNA BHARAM HUSSAIN KA HAI
ATAA TO KAR DIA FITRUS KO BAAL'O PAR US NE
ABHI ZAMEEN PE PEHLA QADAM HUSSAIN KA HAI
YE KEH K CHOR DIA QABR MAIN FARISHTON NE
NA DEN GE GHAM ISAY PEHLE HI GHAM HUSSAIN KA HAI
NISHAN'E SAJDA NA TAKRA NISHAN'E MATAM SE
NAMAZ PARHTA HAI YE BHI KARAM HUSSAIN KA HAI
423
Jis ko haya ny libas pehna dia hai
us k aaib logon k samny nahi aa sakty.
MOLA ALI(A.S)
424
ishq e haider jj key nashey main mujhey lehraney do,
hosh is raah main urrtey hain to urr janey do
han isi raah main mil jaey ga behlool mujhey,
khoob guzrey gi jo mil baithein gain deewaney do,
425
Hussain Takmeel-e-Arzoo Hai,
Hussain Nana ki Guftgu Hai,
Hussain Quran ka Taqadus,
Hussain Yazdan ki Abroo Hai,
Hussain Taqdeer ka Saheefa,
Hussain Sajde Me Surkhroo Hai,
Hussain Insaniat Ka Paikar,
Hussain Sooraj k Ro Ba Ro Hai,
Hussain Waris Hai Ambiya ka,
Hussain Tauheed ka Saboot Hai,
Mujhe Hamesha Laga Hai Mohsin,
Hussain Hi 'Merey Char Su' Hai..
426
Jiss Shakhs Kay Dushman Nahi Hain
Aur Sab Dost Hain Uss Jaisa Munafiq Koi Nahi Hai...
Kiyun Kay Dushman Uss Kay Hotay Hain
Jo Haq Ki Baat Kehta Hai
Imam Ali .A.S.
427
Allah Pasand Nahi Karta Hai Waaye(Matam)Ko,
Magar Siwai Us K lia Jo Mazloom Ho
(Sura-e-Nisa,#148,Tafseer Ibn-e-Kaseer
Volume 2,P#20
Sahi Bukhari vol2,p#820..
428
khoon hum bahaty hain zakhm hum sajaty hain
,ye saleeqy matam k aur kisko aty hain
ap ko bhi mil jaye deen ka Alam lekin.
Ap ka bharosa kiya ap bhag jaty hain
Zikr-e-Murtza a.s kar k
hum to chehry parh parh kar,
zaichy banaty hain waldiyat bataty hai
........Ya ALI a.s Ya Hussain a.s
429
Rab ki raza per razi raho aur saber karo,
kyon ya hum per wajib hai...
kis ki zindagi main musibatian,
dukh bemaariyan nazil nahin hotin,
lekin hum ne apne Mola se yahi sekha hai,
Khuda ki raza main razi raho........
430.
Kashti-e-Haq ka kinara Ali (a.s),
Sab saharon say barh kar sahara Ali (a.s),
Dunia walon, humain kuch nahin chahye,
Sari dunia tumhari, humara Ali (a.s).
431
ALAMA IQBAL Says,
Tu Haqiqaton Se Hai Bekhabar Na Dekh ALI Ko Mijaz Me,
Ye Wo Shabista Raaz Hai Jo Na Aayga Tere Dimag Me,
Darr e ZAHRA Pe Rakha Jo Sar To Aawaz i O Bekhabar,
Tere Wo Bhi Sajde Ada Huy Jo Qaza Huy Thy Numaz Me,
432
ALI (A.S.) KA NAAM JO LE KER KALAM KERTY HAIN....
UNHEN FIRISHTY BHI JHUK KERSALAM KERTY HAIN...
PUKARTY HAIN JO MUSHKIL MAIN MERE MOL (A.S.) KO....
LEHAD MAIIN BHI MOLA (A.S.) UN KI MADAD KERTY HAIN..
433
Zara Socho Zara Samjho Kya Uski Manzilat Hogi
K Goud-e-Musi-e-Kazim Me Jou Bibi Palli Hogi
Jis Ki Parwarish Zaamin Zamman Ka Khud Karay Logo'n
Raza K Saya-e-Shafqat Me Jo Bibi Palli Hogi
aqi Ko Jis Ny Paala Ho Raza Say Ilm Seekha Hou
Wo Apnay Dour Ki Zainab Bhi Zehra Bhi Rahi Hogi
434
Pochy Koi Quran sy Azmat ABU TALIB(a.s) ki
Aye Gee phr Smjh Main Seerat ABU TALIB(a.s)
Ulad sy Barh k b hoti hy koi dolat
ISLAM k Kaam i Dolat ABU TALIB(a.s) ki
435
MARIYAM BHI JIS K SABAR PY HERAN REH GAIN
HAWWA THI JIS K DAR KI SAWLI BANI HWI
JO NAAM -E-MANZILAT MAIN THI ZEHRA S.A KI SHABEEH
SABAR O SHUKAR MAIN SANI-E-ZEHRA S.A SE KAM NA THI
KHUD WAQAT K IMAM KARAIN JIS KA AHTERAAM
US QUM KI FATIMA S.A PE GULAMOO KA SALAM
436
IMAM MOOSA KAZIM A.s
"Wo Shaks Hum May Say Nai
Jis Nay "DEEN" k Liya "DUNIYA"
Ko
OR
"DUNIYA" k Liya "DEEN"
Ko Chor Diya Ho.
Ref:Aqwal-e-Masomeen A.s
437
Daman e Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Skta,
Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Skta,
Bughz e HAIDER Ki Nijasat Hy Nijasat Aisi,
Aab-e-Zum Zum Bhi Jisy Pak Nhi Kr Skta.
438
Mainay Mohabat e Ali Ka Jam Peya Hay
Jam e Aqal Kay Bad Is Nashay Main Mast Hon
Mainay Qalandar Honay Per Kamar Kas Li Hay
Main Dilo Jan Say Haideri Hon
Main Haideri Qalandari Hon
Janab e Ali Murtaza Ka Ghulam Hon
LaL Shahbaz Qalandar
439
Ager Alif Se Lo Insann Ali
Be Se Kamil-Burhan Ali
Te Se Tatheer Ki Jaan Ali
Se Se Saqlain Ki Shaan Ali
Har Makhfi Baat Ka Raaz Ali
Aur Jeem Se Pak Jawaz Ali
Makdoor Ali Taqdeer Ali
He Se Haq Ki Tasweer Ali
Khe Se Khatmul-Quran Ali
Aur Khaliqa Ka Shahkar Ali
Shazada-E-Husun-O-Jamal Ali
Re Se Rehbar Har Haal Ali
Wahid Ki Qasam Wajid Bhi Ali
Hai Ze Se Zahid Bhi Ali
Be-Badal Ali Baaqi Bhi Ali
Mera Sin Se Hai Saaqi Bhi Ali
Sucha Sacha Kafi Bhi Ali
Aur Sheen Se Hai Shafi Bhi Ali
Hai Suad Se Sabik Zikr-E-Ali
Aur Zuad Se Zamin Fiqr-E-Ali
Ta Se Tarfain Mein Noor-E-Ali
Za Se Purnur Zahoor-E-Ali
Rutba Hai Khuda Ke Wali Ka Ali
Aur Ain Se Naam Ali Ka Ali
Hai Gain Se Pak Gani Bhi Ali
Fe Se Fazal-E-Rabbi Bhi Ali
Mera Kaaf Se Kibla Ali Ali
Aur Kaaf Se Kaaba Ali Ali
Hai Mim Se Shan-E-Ma Bhi Ali
Aur Mun Kunto Maula Bhi Ali
Hai Noon Se Noor-E-Khuda Bhi Ali
Wow Se Wajhul-La Bhi Ali
Sun Lo Ain-Ul-Lah Peer Ali
Aur Ye Se Yad-Ul-Lah Peer Ali
Emaan Ali Eeqaan Ali
Sultan Ali Meri Jaan Ali
dUM dUM Ali Ali
Karty Hain Khud_Kushi Aur Maangty Hain Jan'nat,
Naey Roop Mein Aaey Hain Qaatil HUSSAIN <asw> K.
458
IMAM JAFAR SADIQ A.S
frmaya
Kci ki dosti py eytmad na kro jabtak esy 3 mrtba gosa na dilao.
Jo salam kiye bager bat kry us ko javab na do.
Tohfuloqol
P#208,9
459
Jisay apni aabro azeez ho woh laRaai jhagRay se kinara kash rahay.
Imam Ali.a.s
Ref: Nehjul Blagha
hikmat #362
460
Bint_E_KHATOON_E_JANNAT(S.A)
Bint_E_ALi(A.S) Hy ZAiNAB-S.A,
GuLshan_E_FATiMA (S.A) Ki KaLi Hy ZAiNAB-S.A,
Kubi ZAHRA_S.A,
Kubi HAiDER_A.S,
Kubi Aag0sh_E_NABi (S.A.W.W),
Goya QURAN Ki Goud Mai PaLi Hy ZAiNAB-S.A,
Jub B Ye Nam Lia TaL Gai Har MushkiL,
Ye TERA Nam Hy Ya NAD_E_ALi(A.S) Hy ZAiNAB-S.A.
461
"Hazrat Imam Jafar-e-Sadiq 'a.s' Se Kisi Ne Sawal Kia
'Janatiyon Ki Tadad Kitni haY?'
~Mola 'a.s' Ne Farmaya:
1,000 Saff!
Jis main Se 1 Saff Nabiyo, Rasoolo, Waliyo, Wasiyo Aur Imamo Ki Sifarish Se Jannat Jae Gi,
Aur,
999 Saffain Mola Mazloom-e-Karbala 'a.s'
Ki Sifarish Pe Jaen Gi..!"
_
Ref: Karamat-ul-Hussania 'a.s':.
462
ÄLLÄH<j'j> Ki Rehmat Pe YaQeen iS Qadar Rakho K Agr Tumhen MaLoom Ho K Pori Dunya Jahannum Me Jaey Gi Siwaey Aik K To Jan Lo
Or Umeed Rakho Wo Tum Ho.
Or Agr MaLoom Pray K Tamam MakhLooQ Jannat Me Jaey Gi Siwaey Aik Fard K To Khof itna Ho K Tum ÄLLÄH<j'j> Se Bakshish Ki
Tamanna Kro.
"
MÖLÄ ÄLi<a's>
463
H Nafs k Hathon Tu Majbur Kitna
Sub Jaan k b H Aaj La Shaoor Kitna
Ek Sajdy k Inkar Ne IBLEES ko Shaitan Bana Diya
Tu Khud soch Ly Tera H Qasoor Kitna
Jin Ki Sunat Py Chalna Tujhe Gawara Nhi
Tere Waste Roye Thy Wo HUZOOR_saww Kitna
Tu ne Chakhi H Faqat Gunahon ki Lazzat
Tu Kiya Jaane
Zikr-e-Elahi Men H Saroor Kitna
Teri Shehrag Se b Ziadah Jo Tere Qareeb H
Phr b Tu Us Khuda Se H Door Kitna
464
Teri "BAARGAAH" mein aey "KHUDA"..
Yun hi "SAR" ko main ne "JHUKA" diya,
Usi "WAQT" teri "KHUDAI" ne..
Mujhy "PASTIYON" sy "UTHA" diya,
Main "ZALEEL" tha..
Main "HAQEER" tha..
Tere "DAR" ka aik "FAQEER" tha..
TU ney aik "SAJDEY" k "BADLEY" mein..
Mujhe kya se kya hy "BANA" diya,
Rag-e-Jaan sy bhi TU "QAREEB" hy..
TU hi "LIKHTA" sab k "NASEEB" hy,
Jisey "CHAAHA" pal mein "UTHA" diya,
Jisey "CHAAHA" pal mein "GIRA" diya.
465
ZAiNAB-sa NABi ka naz
Imamat ki aab'ru
Jisk sharf ki dhøøm hy aaLam men chaar'su
Sharm-ø-haya ki jheeL
Sharafat ki aab'ju
JibreeL jiska nam na Leta hø be'wazu
Mehka Gai jø apne chaman ki kaLi kaLi
Jisne HUSSAiNiAT kø sajaya GaLi GaLi
Kantøn bhare safr men jahan tk chaLi chaLi
Lekin sikha Gai hy jahan kø ALi ALi-as
IsLam bach Gaya Ye isi ka kamal tha
Warna Khuda k deen ka taaruf møhaaL tha.
466
Wajh-e-Taazeem-e-Hram Hy K WaLi* Yad Aae
Hajj Ka MaQsad Hy K Haji Ko JaLi* Yad Aae
Me Ne Diwaar Me Rakhi Hy Nishani Ta K
Mere Ghar Me Meray Bando'n Ko ALi* Yad Aae.
467
Humko kisi kitaab me ye to nhn mila,
Be Soum o Salat ,muhabat haram hai.
Lakin tm ko milega,aj bhi shariat ke baab me,
Be hub e Ahlebait a.s ,ibadat haram hai.
468
He FATIMA ZEHRA ki kanizon se guzarish,
"Kirdar ki taqat se zamane ko hila do.
Tum ZAINAB O KULSOOM k khutbon ki ameen ho.
Khwabida khwateen k zehno ko jaga do.
Samjho k shimar ab bhi Rida khainch raha he.
Tum Sunnat e ZAINAB main zara parda bana do.
Bazar main mangi thi Rida Bint e ALI ne.
Tum bhi tu Ridaon k taqadus ki sada do.
Jis soch pe karbal main jala khaima e ZAINAB,
He ab bhi wohi soch k ghar unke jala do"
469
"Shukar Hai Us Zaat-e-Kibriya Ka Jis Ne Humen Gunahon Se Taoba Aur Aamaal
Ki Durustagi K Liye Aik Aur Din Ataa Kiya
470
.
Mit Jaen Gay Ek Roz Ye iMRÄN<a's> K Dushman
Hatt Jaey Gi Maazi Pe Girai Hui ChiLman
Ek Roz Mehak Jaey Ga iNsaaf Ka GuLshan
Ban Jaey Ga ULjhi Hui Tareekh Ka Madfan
Jo Zehan MukhaLif Hy Wo Na'Kaam Rahy Ga
iMRAN<a's> Ka PaaLa Hua isLam Rahy Ga.
471
MURTAJIZ Us Ghoray Ka Naam Hai Jis Ko Rasool Saww Ny Ek Arabi Se Khareeda Tha
Murtajiz Ap Saww Ki Sawari Ka Ghora Tha
Ap Saww Ny Is k Khobsoorat Honay k Bais Iska Naam Murtajiz Rakha,
Jis k Maani
"BADAL KI GARAJ"
"CHAMAKTI HUI BIJLI" k Hain,
Murtajiz Ka Rang Safaid Tha Jang e Sifeen Ki Laraee Mai Mola Ali Ali a.s Ki Sawari Mai Raha, Murtajiz Karbala Mai Moujood Tha
Roz e Aashhor Imam Hussain a.s Ny Murtajiz Ko Mola Abbas a.s Ko Atta Farmaya
Mola Abbas a.s Ny Furaat Par Qabza Kiya Or Murtajiz Ko Paani Peenay Ka Kaha, Magar Us Ny Na Piya Or Piyasa Raha.
Book: Zuljinah
Page#276
472
MAYMOOM Naami Ghora Madinay Mai Rasool saww Ki Sawari Mai Tha MAYMOON Jis KA Rang Sabz Tha, Ye Ghora Phlay Malik k Liye
Mubarak Qadam Sabit Huwa Tha, Is Liye Isko MAYMOON Kehty Thay,
Aashoor k Roz Mola Hussain a.s Ny Maymoon Ko Hazrat QASIM a.s Ko Sawari k Liye Atta Kar Diya Tha Or Waqt e Shahadat e Mola
Hussain Bhi Maymoon Pe Hee Sawar Thay, DAr e Khaimay PAr Aye Or Khaber e Shahadat Harm Tak Pohnchi.
Book; Zuljinah
Page # 297
473
Imam Ali Raza a.s Se Pucha GAya k Logon Ny Mola Ali a.s Se Inheraaf Ku Kia Or Apko Chor Kar Ghair Ki TAraf Ku Mail Huwe Jab K
Wo Apki Fazilat Or Rasool saww Se Apki Nisbat Ko Bakhoobi Jantay Thay?
Imam Raza a.s Ny Farmaya:
" Log Apki Fazilat Se Achi Tarah Agah Thay Magar Is k Bawajood Ap k Ghair Ki Taraf Is Liye Maail Huwe k Ap Ny Un k
Baap,Dada,Bhai,Chacha,Mamoo,Or Qareebi Rishtaydaaron Ko Qatal Kia Tha, Jiski Wajah Se Un k Dilon Mai Ap K Khilaaf Keena Paida
Ho Chuka Tha Is Liye Inhain Apki Hukumraani Achi Nahi Lagti Thi Or Inhain Jitni Hazrat Ali a.s Se Adawat Thi Kisi Or Se Itni
Adawat Nahi Thi, Ku k Rasool Saww K Zamanay Mai Jihaad MAi Jitni Apki Qurbaaniyaan Thi Itni Kisi Or Ki Nahi Thi."
474
4 Batain Elim Ka NIchour Hain,
1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!
...( Hazrat ALI A.S )
475
Rasool e Pak S.a.w.w ka irshad hai
Amar E Bilmaruuf karnay wala is shakhs ki manind hai jo khud neak amal anjam dayta hai
Refrence:Nehjul fasaha
476
Zindagi k safar ka Maza aa gaya ...
2 qadam chal k shahr-e-Wafa aa gaya...
Shoq-e-deedar-e-jannat main nikla tha main...
Poochtaty poochtaty Karbla aa gaya...
477
Yah BazM_E_AazAA_E_Piser_E_Zahra (S.A) Hai.
Baitho Bay Adab Yaha Guzar_E_Zahra (S.A) Hai.
.
Chaadar Se Her Ek K Ashq Karti Hain Paak.
Her Chasham K Oper Nazar_E_Zahra (S.A) Hai.
478
Humko kisi kitaab me ye to nhn mila,
Be Soum o Salat ,muhabat haram hai.
Lakin tm ko milega,aj bhi shariat ke baab me,
Be hub e Ahlebait a.s ,ibadat haram hai.
479
"dunya tmhain os waqt tak nahi hara sakti jab tak tm khud sy na haar jao"
HAZRAT ALI <A.S>
"AGR sab kuch kho ker b kch kerny ki himmat baqi hy tu samjho k kuch nahi khoya"
HAZRAT IMAM ZAIN UL ABIDEEN<A.S>
480
"dunya tmhain os waqt tak nahi hara sakti jab tak tm khud sy na haar jao"
HAZRAT ALI <A.S>
"AGR sab kuch kho ker b kch kerny ki himmat baqi hy tu samjho k kuch nahi khoya"
HAZRAT IMAM ZAIN UL ABIDEEN<A.S>
481
TMHARA APNE BHAI SE MILTE WAKT MUSKURA DENA BHI SADKA HE.
MOLA ALI (A.S)
482
Aye Logo !!!! Hidayat ki rah Main Afrad ki kami say Hergiz wehshat na karo
Hazrat Imam Ali a.s
Nehjul balagha khutba # 201
483
Dekhi jo meri" Nabz" to kch dair souch kr ,
Kagaz pe bemar e -Ishq -e Shabir(a.s) likh diya.
Qurban q na jaon ma aese "Tabbeb"pr,
Nuskhay ma jis ne "Matam-e-Shabir likh diya.
484
Har ibadaat hay meri yad e ali k saye me
kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me
Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye
har ghari rehta hun main nad e ali k saye me
485Gurbat May Uth Raha Hai Janaza Gareeb Ka
Arz o Sama May Shour Hai Barpa Gareeb Ka
Angoor-e-Zahar Dar Utartay Hi Halaq Say
Haey Haey Hua Hai QALAB Do Para Gareeb Ka
Koi Na Tha Karey Jo Kifalat IMAM Ki
Lasha TAQI Nay Aa Kay Utayia Gareeb Ka
486
Seene me jo abbas k kadmo ki dhamak hai,
Hai baat in dhamak ki sir e arsh talak hai,
Yeh kehke guzarta h garajta hua badal,
Bijli mere abbas k lehje ki kadak hai.
487
likha ALI a.s, parha ALI, suna ALI a.s, kaha ALI,
pilaya maa ny doodh mein bs aik naam YA ALI a.s,
ALI a.s k gunn, jo gayega kamaal-e-fun wo payega,
milegi NUSRAT-E-ALI a.s to fatha hogi hm kinaar,
ALI a.s WALI a.s k naam-e-pak sy agr tmhy hai pyar,
aao sb ALI a.s ALI a.s kryn........
488
Ya Rab dua qabool ho,
Zainab s.a ka wasta...
do laa'l ko nisar kia rah-e-Khuda main,
us waris-e-Tateheer s.a ki chader ka wasta,
jhola jise jholati thi Zainab s.a jo pyar se,
us jholne wale Ali Asgher a.s ka wasta,
Bhai k gale pe phira tha shimr l.a ka khanjer,
Zainab s.a ki ya sada thi birader ka wasta,
Ya rab dua qabool ho,
Zainab s.a ka wasta.
Mola j.j jis ki koi bhi dua ho, iltija ho,
bibi Zainab s.a ki chader k sadqe main us ki dua ko qabool farma.
Illahi aameen (Ya Rabul aalmeen)
489
No comments:
Post a Comment